• जिंदगी की उजली भोर- रूना को जब पता चला समीर का राज?

  • De: Shakeela S. Hussain
  • Narrado por: Mahjabeen
  • Oct 6 2022
  • Hindi
  • Duración: 19 mins
  • Podcast

Escúchalo ahora gratis con tu suscripción a Audible

Después de los 30 días, 9,99 €/mes. Cancela cuando quieras
Disfruta de forma ilimitada de este título y de una colección con 90.000 más.
Escucha cuando y donde quieras, incluso sin conexión
Sin compromiso. Cancela gratis cuando quieras.
Diseño de la portada del título जिंदगी की उजली भोर- रूना को जब पता चला समीर का राज?

जिंदगी की उजली भोर- रूना को जब पता चला समीर का राज?

De: Shakeela S. Hussain
Narrado por: Mahjabeen
Prueba gratis durante 30 días

Después de los 30 días, 9,99 €/mes. Cancela cuando quieras.

  • Resumen

  • Roona aur Sameer ki arranged marriage hui thi. Saas mar chuki thi. Kuch hi dino ke baad Sameer ne Ahmedabad aa kar apni naukri join kar li. Ahmedabad aakar Roona khush thi. Sameer ke saath use bahut accha lag raha tha aur veh bas ek bacche ke aane ka intazaar kar rahi thi. Isi beech uski ek saheli ne bataya ki usne Sameer ko Baroda mein ek khoobsurat mahila ke saath shopping karte dekha, jabki Sameer Mumbai jaane ki baat keh kar gaya tha. Ab Roona ka dil ghabrane laga. Roona ne baat ka batangad banana ke bajay sirf Sameer se yahi kaha ki veh bhi uss mahila se milna chahti hai. Sameer use lekar restaurant pahuncha jahan veh mahila thehri hui thi. Rooma se parichay karate hue uss ne bataya ki yeh meri maa hai. Roona dang reh gayi. Mahila ki god mein ek choti bacchi bhi thi. Uske pita ne iss mahila ke saath doosri shaadi ki thi. Darasal uski maa beemar rehti thi and veh kaafi akela mehsus karte the. Isi dauran iss mahila yani Roshni ke saath unke rishte bane aur tab dono ne shaadi ki. Fir unn ki bacchi hui. Idhar Roshni apni umr ke ek purush ke pyaar mein padh gayi. Roshni se uske pita ko talaq de diya. Sameer ke pita ab iss duniya ko alvida keh chuke the aur jaane se pehle unhone Sameer se vada liya tha ki veh behen ke prati apni zimmedari nibhayega. Sameer apni behen ko apne saath rakh kar uski dekhbal karna chahta tha. Roona turant taiyar ho gayi. Bade pyaar se boli ki veh iss bacchi ko bahut pyaar se palegi kyonki veh jaanti hai ki maa ke marne ke baad ka gham kya hota hai. Roona ne kaha ki veh apni iss bacchi ka naam savera rakhegi kyonki veh uski zindagi mein ujla bhor lekar aane wali hai.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    Más Menos

Resumen del editor

Roona aur Sameer ki arranged marriage hui thi. Saas mar chuki thi. Kuch hi dino ke baad Sameer ne Ahmedabad aa kar apni naukri join kar li. Ahmedabad aakar Roona khush thi. Sameer ke saath use bahut accha lag raha tha aur veh bas ek bacche ke aane ka intazaar kar rahi thi. Isi beech uski ek saheli ne bataya ki usne Sameer ko Baroda mein ek khoobsurat mahila ke saath shopping karte dekha, jabki Sameer Mumbai jaane ki baat keh kar gaya tha. Ab Roona ka dil ghabrane laga. Roona ne baat ka batangad banana ke bajay sirf Sameer se yahi kaha ki veh bhi uss mahila se milna chahti hai. Sameer use lekar restaurant pahuncha jahan veh mahila thehri hui thi. Rooma se parichay karate hue uss ne bataya ki yeh meri maa hai. Roona dang reh gayi. Mahila ki god mein ek choti bacchi bhi thi. Uske pita ne iss mahila ke saath doosri shaadi ki thi. Darasal uski maa beemar rehti thi and veh kaafi akela mehsus karte the. Isi dauran iss mahila yani Roshni ke saath unke rishte bane aur tab dono ne shaadi ki. Fir unn ki bacchi hui. Idhar Roshni apni umr ke ek purush ke pyaar mein padh gayi. Roshni se uske pita ko talaq de diya. Sameer ke pita ab iss duniya ko alvida keh chuke the aur jaane se pehle unhone Sameer se vada liya tha ki veh behen ke prati apni zimmedari nibhayega. Sameer apni behen ko apne saath rakh kar uski dekhbal karna chahta tha. Roona turant taiyar ho gayi. Bade pyaar se boli ki veh iss bacchi ko bahut pyaar se palegi kyonki veh jaanti hai ki maa ke marne ke baad ka gham kya hota hai. Roona ne kaha ki veh apni iss bacchi ka naam savera rakhegi kyonki veh uski zindagi mein ujla bhor lekar aane wali hai.
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan

Lo que los oyentes dicen sobre जिंदगी की उजली भोर- रूना को जब पता चला समीर का राज?

Valoración media de los usuarios. Solo los usuarios que hayan escuchado el título pueden escribir reseñas.

Reseñas - Selecciona las pestañas a continuación para cambiar el origen de las reseñas.