Escúchalo ahora gratis con tu suscripción a Audible

Después de los 30 días, 9,99 €/mes. Cancela cuando quieras
Disfruta de forma ilimitada de este título y de una colección con 90.000 más.
Escucha cuando y donde quieras, incluso sin conexión
Sin compromiso. Cancela gratis cuando quieras.
Diseño de la portada del título Diary

Diary

De: Wasim Akram
Narrado por: Manish Dongardive
Prueba gratis durante 30 días

Después de los 30 días, 9,99 €/mes. Cancela cuando quieras.

  • Resumen

  • Audible prastut karta hai DIARY, with Hind Yugm. Ek Audible Original, lekhak Wasim Akram dwara. 

    Yeh kahani hai ek 19 saal ke ladke Ajay ki jo ek kaarkhane me kaam karta hai. Ek din wahan use ek 18 saal ki ladki ki diary milti hai. Diary me likha tha ki ladki 7 saal ki umr me child abuse ka shikaar hui thi. Tab se wah ghut ke ji rahi hai. Ajay rone lagta hai aur diary se mile clue ke zariye wah kai din shahar me ghumkar us ladki ka ghar khoj leta hai. Ajay ka agla kadam us se milna hai. Kya Ajay uss ladki ko dhoondh paayega? Kya wah uska gum baant paayega? Milne pe Ajay uss ladki se kya kahega? Jaanane ke liye suniye aur jaaniye....DIARY

    Disclaimer: Iss show mein apshabd aur kadi bhasha aur vayask shrotaayon ke liye vayask saamagri hai, jismein antrang drishya shaamil hain jo kahani ke anuroop hain. Yeh poori tarah kaalpanik hai aur vaastavik vyakityon, vyavsaayon, sthaanon ya ghatnaayon ke saath koi bhi samaanta maatr sanyog hai. Iss show ka uddyeshya kisi vyakti, sansthan, jaati, samudaay, nasl ya dharm ko thes pahunchaana ya badnaam karna ya kisi sansthan ya jeevit ya mrit vyakti ko badnaam karna nahin hai. Shrotaaon ko apne vivek ka istemaal karne ki zordaar salaah di jaati hai.

    ©2020 Audible Singapore Private Limited (P)2020 Audible Singapore Private Limited
    Más Menos
Episodios
  • Kashmakash

    Kashmakash

    Diary, Episode 1
    Nov 30 2020
    Ek shahar me ek 19 saal ka ladka Ajay apni maa ke sath rahta hai. Wah ek raddi ke karkhane me kaam karta hai. Ek din Ajay ko wahan raddi me ek kpacket milta hai. Malik se nazar bachakar us packet ko wah chhupa leta hai. Malik jab bahar jata hai to Ajay packet kholta hai aur usme se nikli cheez ko dekhkar chaunk jata hai.
    Más Menos
    17 mins
  • Gift

    Gift

    Diary, Episode 2
    Nov 30 2020
    Raddi me mile packet ko chhupakar Ajay apne ghar le jata hai. Jab der raat gaye uski maa so jati hai tab wah packet kholta hai. Usme se ek Diary nikalti hai. Wah us Diary ko jaise jaise padhta jata hai, waise waise uske chehre ka rang udne lagta hai. Ajay samjh jata hai ki wah Diary ek ladki ki hai.
    Más Menos
    17 mins
  • Haadsa

    Haadsa

    Diary, Episode 3
    Nov 30 2020
    Wah Diary ek 17-18 saal ki ladki kit hi jisme usne likha tha ki jab wah 10 saal kit hi tab wah kis tarah child abuse ka shikar hui thi. Sridhar naam ke padosi ne uska yaun shashan kiya tha. Ajay us hadse ko padhkar rone lagta hai. Kyonki ladki pichhle 7-8 saal se ek khauf ke saye me ji rahi hai aur apne parents ko bhi nahin batati. Ajay sochta hai ki akhir kyon?
    Más Menos
    17 mins

Resumen del editor

Audible prastut karta hai DIARY, with Hind Yugm. Ek Audible Original, lekhak Wasim Akram dwara. 

Yeh kahani hai ek 19 saal ke ladke Ajay ki jo ek kaarkhane me kaam karta hai. Ek din wahan use ek 18 saal ki ladki ki diary milti hai. Diary me likha tha ki ladki 7 saal ki umr me child abuse ka shikaar hui thi. Tab se wah ghut ke ji rahi hai. Ajay rone lagta hai aur diary se mile clue ke zariye wah kai din shahar me ghumkar us ladki ka ghar khoj leta hai. Ajay ka agla kadam us se milna hai. Kya Ajay uss ladki ko dhoondh paayega? Kya wah uska gum baant paayega? Milne pe Ajay uss ladki se kya kahega? Jaanane ke liye suniye aur jaaniye....DIARY

Disclaimer: Iss show mein apshabd aur kadi bhasha aur vayask shrotaayon ke liye vayask saamagri hai, jismein antrang drishya shaamil hain jo kahani ke anuroop hain. Yeh poori tarah kaalpanik hai aur vaastavik vyakityon, vyavsaayon, sthaanon ya ghatnaayon ke saath koi bhi samaanta maatr sanyog hai. Iss show ka uddyeshya kisi vyakti, sansthan, jaati, samudaay, nasl ya dharm ko thes pahunchaana ya badnaam karna ya kisi sansthan ya jeevit ya mrit vyakti ko badnaam karna nahin hai. Shrotaaon ko apne vivek ka istemaal karne ki zordaar salaah di jaati hai.

©2020 Audible Singapore Private Limited (P)2020 Audible Singapore Private Limited

Lo que los oyentes dicen sobre Diary

Valoración media de los usuarios. Solo los usuarios que hayan escuchado el título pueden escribir reseñas.

Reseñas - Selecciona las pestañas a continuación para cambiar el origen de las reseñas.