Escúchalo ahora gratis con tu suscripción a Audible

Después de los 30 días, 9,99 €/mes. Cancela cuando quieras
Disfruta de forma ilimitada de este título y de una colección con 90.000 más.
Escucha cuando y donde quieras, incluso sin conexión
Sin compromiso. Cancela gratis cuando quieras.
Diseño de la portada del título Mahilaon Mein Hriday Rog

Mahilaon Mein Hriday Rog

De: Shameem Khan
Narrado por: Pallavi Bharti
Prueba gratis durante 30 días

Después de los 30 días, 9,99 €/mes. Cancela cuando quieras.

  • Resumen

  • Pichhle ek dashak mein mahilaon mein dil ki bimariyon ke maamle paanch guna tak badh gaye hai. Pehle bimariyon ko umra ke saath joda jaata tha, lekin ab bimariyon seedhi taur par jeevanshaili se judi hai. Badli jeevanshaili ke kaaran mahilayein bhi tezi se un bimariyon ki chapet mein aa rahi hai jinhe pehle purushon ke saath joda jaata tha. Aadhunik jeevanshaili aur career se upje tanav ke chalte aajkal mahilayein bhi badi tezi se dil ki bimariyon ki shikar ho rahi hai. Chikitsakon ke anusar mahilaon mein female hormone dil ki bimariyon mein ek raksha kavach ka kaam karta hai, kintu badalti jeevanshaili va career sambandhi tanav ke chalte yuva avastha mein hi hormone ka star ghatne lagta hai. Yahi kaaran hai ki mahilaon mein heart attack tezi se badh raha hai tatha mahilayein badi sankhya mein is bimari se maut ki shikar ho rahi hai. Kuchh varshon pehle jahan heart attack se marne-wale purushon aur mahilaon ka anupat 10:2 tha, wahi ab yah anupat badhkar 10:7 ho gaya hai. Agar mahilaon mein heart attack ke maamle isi tezi se badhte rahe to bahut jaldi ye anupat samaan ho jaayega. Jab heart attack ke pehle heart attack ke koi lakshan nazar aaye to use silent heart attack kaha jaata hai. Mareez ko dil ka daura padne ka ehsaas nahi hota, isliye doctor ki sahayta milne mein der ho jaati hai. Is kaaran hriday ki manspeshiyon ko hua nuksaan jeevan gavane ka kaaran ban sakta hai. Kareeb pachees se tees pratishat heart attack silent hote hai aur mahilaon mein yah purushon se zyada hote hai.
    ©2015 Prabhat Prakashan (P)2020 Audible Studios
    Más Menos

Resumen del editor

Pichhle ek dashak mein mahilaon mein dil ki bimariyon ke maamle paanch guna tak badh gaye hai. Pehle bimariyon ko umra ke saath joda jaata tha, lekin ab bimariyon seedhi taur par jeevanshaili se judi hai. Badli jeevanshaili ke kaaran mahilayein bhi tezi se un bimariyon ki chapet mein aa rahi hai jinhe pehle purushon ke saath joda jaata tha. Aadhunik jeevanshaili aur career se upje tanav ke chalte aajkal mahilayein bhi badi tezi se dil ki bimariyon ki shikar ho rahi hai. Chikitsakon ke anusar mahilaon mein female hormone dil ki bimariyon mein ek raksha kavach ka kaam karta hai, kintu badalti jeevanshaili va career sambandhi tanav ke chalte yuva avastha mein hi hormone ka star ghatne lagta hai. Yahi kaaran hai ki mahilaon mein heart attack tezi se badh raha hai tatha mahilayein badi sankhya mein is bimari se maut ki shikar ho rahi hai. Kuchh varshon pehle jahan heart attack se marne-wale purushon aur mahilaon ka anupat 10:2 tha, wahi ab yah anupat badhkar 10:7 ho gaya hai. Agar mahilaon mein heart attack ke maamle isi tezi se badhte rahe to bahut jaldi ye anupat samaan ho jaayega. Jab heart attack ke pehle heart attack ke koi lakshan nazar aaye to use silent heart attack kaha jaata hai. Mareez ko dil ka daura padne ka ehsaas nahi hota, isliye doctor ki sahayta milne mein der ho jaati hai. Is kaaran hriday ki manspeshiyon ko hua nuksaan jeevan gavane ka kaaran ban sakta hai. Kareeb pachees se tees pratishat heart attack silent hote hai aur mahilaon mein yah purushon se zyada hote hai.
©2015 Prabhat Prakashan (P)2020 Audible Studios

Lo que los oyentes dicen sobre Mahilaon Mein Hriday Rog

Valoración media de los usuarios. Solo los usuarios que hayan escuchado el título pueden escribir reseñas.

Reseñas - Selecciona las pestañas a continuación para cambiar el origen de las reseñas.