Escúchalo ahora gratis con tu suscripción a Audible

Después de los 30 días, 9,99 €/mes. Cancela cuando quieras
Disfruta de forma ilimitada de este título y de una colección con 90.000 más.
Escucha cuando y donde quieras, incluso sin conexión
Sin compromiso. Cancela gratis cuando quieras.
Diseño de la portada del título Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 6

Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 6

De: Delhi Press
Narrado por: Shweta Sharma
Prueba gratis durante 30 días

Después de los 30 días, 9,99 €/mes. Cancela cuando quieras.

  • Resumen

  • Audible prastut karta hai Romance and Relationship Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Prem ke kayi rang aapko milenge inn kahaniyon mein — junoon, vaasna, sneh, lagaav, jalan aur chaahat. Jawani ke josh mein dhadakta naya pyar premiyon ko kis hadd tak le jaa sakta hai? Kayi saal se saath rehte huye ek doosre ke liye aakarshan mehsoos karna mumkin hai? Kisi teesre insaan ke aane se pyar ki dor kya kamzor padne lagti hai? Sachche pyar aur ek pal ki vaasna mein antar kaise samajh sakte hain? Sadharan logon ki asadharan prem kahaniyon ke saath kabhi aapka dil bhi pehle pyar ke ehsaas se dhadakne lagega, aur kabhi toote huye dil ke baare mein soch kar koi hasrat yaad aayegi. Chaahat, samaajik bandhan aur prem ki vibhinn paribhashaon ki iss duniya mein aapko kabhi jaani-pehchaani yaadein dikhengi aur kabhi kisi bhooli prem kahani ki kasak mil jayegi.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    Más Menos
Episodios
  • मृगमरीचिका : जब मीनू की जिंदगी में आ गया मयंक
    Jun 9 2022
    Rishabh aur Meenu pati-patni the aur apne vivaahit jeevan mein kaafi sukhi the. Ek din Meenu ki padosan ne use bataaya ki uske ghar ke paas rehne wali ek mahila ne atmahatya kar li thi. Vah Mayank ki patni thi aur vah kuchh samay pehle hi pados mein rehne aaye the. Meenu jaanti thi ki vah mahila garbhawati thi. Toh phir usne atmahatya kyun ki hogi? Kya iska zimmedaar uska pati Mayank tha, ya phir koi aur raaz tha jiske baare mein vah nahin jaanti thi?
    Más Menos
    35 mins
  • वह बदनाम लड़की : आकाश की जिंदगी में कैसे आया भूचाल
    Jun 9 2022
    Akash kuchh saal pehle hi naye sheher mein apni patni ke saath aaya tha. Ek din uski mulaqat Tina naam ki mahila se huyi jise dekh kar vah kaafi aakarshit ho gaya. Tina ne use sach bata diya ki vah ek call girl hai aur usse paison ki madad maangi. Jab bhi Akash uske kareeb aana chaahta vah use rok deti thi. Akash ko yeh baat pasand nahin aayi. Ek din Tina ne use raat ko bulaaya lekin vah gusse mein tha aur nahin gaya. Agle din Tina ki maut ho chuki thi.
    Más Menos
    17 mins
  • अल्पविराम
    Jun 9 2022
    Swara aur Alok ki shaadi ko kayi saal ho chuke the aur unka ek beta bhi tha. Lekin Swara ko lagta tha ki Alok hamesha apne kaam mein vyast rehta hai aur prem bhi machine ki tarah karta hai. Jab vah kaam se bahar gaya toh vah apne college ke dost Kamal se mili aur vah kareeb aane lage. Kya dono ke beech prem sambandh ban jayenge ya phir Swara ko ehsaas hoga ki vah ab bhi Alok ko chaahti hai?
    Más Menos
    9 mins

Resumen del editor

Audible prastut karta hai Romance and Relationship Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Prem ke kayi rang aapko milenge inn kahaniyon mein — junoon, vaasna, sneh, lagaav, jalan aur chaahat. Jawani ke josh mein dhadakta naya pyar premiyon ko kis hadd tak le jaa sakta hai? Kayi saal se saath rehte huye ek doosre ke liye aakarshan mehsoos karna mumkin hai? Kisi teesre insaan ke aane se pyar ki dor kya kamzor padne lagti hai? Sachche pyar aur ek pal ki vaasna mein antar kaise samajh sakte hain? Sadharan logon ki asadharan prem kahaniyon ke saath kabhi aapka dil bhi pehle pyar ke ehsaas se dhadakne lagega, aur kabhi toote huye dil ke baare mein soch kar koi hasrat yaad aayegi. Chaahat, samaajik bandhan aur prem ki vibhinn paribhashaon ki iss duniya mein aapko kabhi jaani-pehchaani yaadein dikhengi aur kabhi kisi bhooli prem kahani ki kasak mil jayegi.
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan

Lo que los oyentes dicen sobre Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 6

Valoración media de los usuarios. Solo los usuarios que hayan escuchado el título pueden escribir reseñas.

Reseñas - Selecciona las pestañas a continuación para cambiar el origen de las reseñas.