• Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 7

  • De: Delhi Press
  • Narrado por: Dipti Singh
  • Hindi
  • Podcast

Escúchalo ahora gratis con tu suscripción a Audible

Después de los 30 días, 9,99 €/mes. Cancela cuando quieras
Disfruta de forma ilimitada de este título y de una colección con 90.000 más.
Escucha cuando y donde quieras, incluso sin conexión
Sin compromiso. Cancela gratis cuando quieras.
Diseño de la portada del título Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 7

Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 7

De: Delhi Press
Narrado por: Dipti Singh
Prueba gratis durante 30 días

Después de los 30 días, 9,99 €/mes. Cancela cuando quieras.

  • Resumen

  • Audible prastut karta hai Romance and Relationship Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Prem ke kayi rang aapko milenge inn kahaniyon mein — junoon, vaasna, sneh, lagaav, jalan aur chaahat. Jawani ke josh mein dhadakta naya pyar premiyon ko kis hadd tak le jaa sakta hai? Kayi saal se saath rehte huye ek doosre ke liye aakarshan mehsoos karna mumkin hai? Kisi teesre insaan ke aane se pyar ki dor kya kamzor padne lagti hai? Sachche pyar aur ek pal ki vaasna mein antar kaise samajh sakte hain? Sadharan logon ki asadharan prem kahaniyon ke saath kabhi aapka dil bhi pehle pyar ke ehsaas se dhadakne lagega, aur kabhi toote huye dil ke baare mein soch kar koi hasrat yaad aayegi. Chaahat, samaajik bandhan aur prem ki vibhinn paribhashaon ki iss duniya mein aapko kabhi jaani-pehchaani yaadein dikhengi aur kabhi kisi bhooli prem kahani ki kasak mil jayegi.
    ©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan
    Más Menos
Episodios
  • कुछ हट कर
    Jun 9 2022
    Kavita ki umr 42 saal thi aur uske bachche bhi bade ho gaye the. Ab vah apni zindagi mein khud ke liye kuchh karna chaahti thi. Vah aisa kuchh karna chaahti thi jo naya ho aur jeevan mein phir se nayi ruchi le aaye. Usne swimming seekhne ke baare mein socha. Lekin use pata chala ki swimming ki coaching abhi shuru nahin huyi thi. Kavita ne nishchay kar liya ki vah khud hi seekhegi. Kya vah iss umr mein apne liye kuchh kar sakegi?
    Más Menos
    14 mins
  • क्या वह सच था (भाग)
    Jun 9 2022
    Vipul ne Shreya se shaadi karne se inkaar kar diya aur uski chhoti behen Neha se shaadi kar li. Iss baat se Shreya ka dil toot gaya. Vah Vipul se bohot pyar karti thi aur samajh nahin paa rahi thi ki usne Neha ko kyun chuna. Use yeh bhi lag raha tha ki uski behen ne use dhokha diya. Vipul aur Neha se Shreya ke gharwaalon ne saare sambandh tod diye. Lekin Shreya ke mann ko shanti nahin mil rahi thi. Vah ab kya karegi?
    Más Menos
    20 mins
  • सुहागन: पति की मौत के बाद किस ने भरे प्रिया की जिंदगी में रंग
    Jun 9 2022
    Ek din achanak Priya ke pati Praveen ki mrityu ho gayi. Praveen ke office mein Priya uski jagah kaam karne lagi. Vah ek vidhwa ki zindagi jee rahi thi. Lekin kuchh dinon mein uske aur Satish ke beech nazdeekiyan badh gayi. Satish uske office mein kaam karta tha. Samay ke saath unka rishta gehra ho gaya aur Satish ne use shaadi ke liye poochha. Kya Priya apna ateet chhod kar jeevan mein aage badh sakegi? Kya Satish ka parivaar use apna lega?
    Más Menos
    19 mins

Resumen del editor

Audible prastut karta hai Romance and Relationship Stories by Delhi Press kahaniyon ka sankalan. Prem ke kayi rang aapko milenge inn kahaniyon mein — junoon, vaasna, sneh, lagaav, jalan aur chaahat. Jawani ke josh mein dhadakta naya pyar premiyon ko kis hadd tak le jaa sakta hai? Kayi saal se saath rehte huye ek doosre ke liye aakarshan mehsoos karna mumkin hai? Kisi teesre insaan ke aane se pyar ki dor kya kamzor padne lagti hai? Sachche pyar aur ek pal ki vaasna mein antar kaise samajh sakte hain? Sadharan logon ki asadharan prem kahaniyon ke saath kabhi aapka dil bhi pehle pyar ke ehsaas se dhadakne lagega, aur kabhi toote huye dil ke baare mein soch kar koi hasrat yaad aayegi. Chaahat, samaajik bandhan aur prem ki vibhinn paribhashaon ki iss duniya mein aapko kabhi jaani-pehchaani yaadein dikhengi aur kabhi kisi bhooli prem kahani ki kasak mil jayegi.
©2021 Delhi Press Patra Prakashan (P)2021 Delhi Press Patra Prakashan

Lo que los oyentes dicen sobre Romance and Relationship Stories by Delhi Press, Season 7

Valoración media de los usuarios. Solo los usuarios que hayan escuchado el título pueden escribir reseñas.

Reseñas - Selecciona las pestañas a continuación para cambiar el origen de las reseñas.