Escúchalo ahora gratis con tu suscripción a Audible

Después de los 30 días, 9,99 €/mes. Cancela cuando quieras
Disfruta de forma ilimitada de este título y de una colección con 90.000 más.
Escucha cuando y donde quieras, incluso sin conexión
Sin compromiso. Cancela gratis cuando quieras.
Diseño de la portada del título UNDERCOVER

UNDERCOVER

De: Hoop Entertainment, Rajnish Rao, Vivek Rao
Prueba gratis durante 30 días

Después de los 30 días, 9,99 €/mes. Cancela cuando quieras.

  • Resumen

  • Hoop Entertainment prastut karte hain UNDERCOVER: CODE: CHEETAH, ek Audible Original peshkash

    SHOW SUMMARY

    UNDERCOVER: CODE: CHEETAH kahani hai ek daringbaaz ladke Ravi ki jiskey pitah, chacha aur fufaji ki nirmam hatya kar di jaati hai. Phir uske pariwar ko kamjor samajh baithey kuch dushman uske zameen par awaidhya roop se kabza bhi kar letey hai. Aise hi museebat mein Ravi apni chalaak yojna se upajey naye aur puraney dushamno se badla leta hai. Aur Badla aisa leta hai ki sabko pata to hota hai ki kisne kiya hai par koi saboot nhi hai. Aakhir mein duniyan ko pata chaley iske liye apne pitah, chacha aur fufaji ke hatyare ko maar surrender kar deta hai.

    Saza hone se pehle hi usse do behrupiye jail se uda le jaatey hain. Ravi ki daring ki baat usse ek shadow organization ka hissa banati hai jahan use samajh nhi aa raha ki khud ko Jackal, Tiger kehne wale do ajnabi kaun hain par wo kaam accha kar rahe hain. Wo samaj ke dushamno ko uchhit saza de rahe hain jo desh ki Sarkar bhi nhi kar saki hai. Par ek din wo khud ko kai unsuljhey jaal mein uljha hua paata hai jahan se nikalna muskhkil hai par Ravi uga hi tha paschim se purab mein doobne ke liye.

    DISCLAIMER

    Ye ek kaalpnik kriti hai. Aur iske vaastvik vyaktiyon, vyavasayon, sthano, ya ghatnaon ke sath koi bhi samaanta akasmik hai. Is show me pradarshit tathyon ko kisi bhi dharmik granth, dharm, lokkatha, kahani, ya katha ka satwik ya sachcha niroopan Nahi samjha jana chahiye. Show me pradarshit dharmik granth, dharm ya kahani ke liye vyakt kiye gaye vichar aur prastutikaran lekhak ke hain, aur Audible ke nahi. Ye show kisi vyakti sanstha, jati, samuday, nasl ya dharm ko apmanit ya badnaam karna ya kisi sanstha ya vyakti jeevit ya mrit ko neecha dikhane ke irade se nahi hai. Aur ya kisi bhi vyakti sanstha, varg ya samuday ke kisi dharmik dhaarnao, maanytaon ya bhawnaon ko apmanit ya apmaan karne ka irada nahi rakhta hai. Shrota ko vivek se Faisla lene ki Salah di jati hai.

    Production House

    Hoop Entertainment

    Writer & Director

    Rajnish Rao & Vivek Rao

    Producer

    Nikhil Mirchandani & Preeti Mirchandani

    Creative Consultant

    Roma Dutia

    Post Producer & Executive Producer

    Aishwarya Shukla

    Post Production Head

    Rajnish Rao

    Music, Bgm, Sound Design

    Ricky Tehra

    Final Mixing

    Hemant Khedekar

    Dubbing Studio

    CentaurRao Post Studio

    Cast

    Prateek Kumar Mishra

    Sumit Goswami

    Nishant Tanwar

    Ipsit Nayak

    Pranjal Pateriya

    Sadhvi Chopra

    Kabeer Singh

    Annapurna Vitthal

    Kishor Soni

    Farhad Khairyi

    Irfan Raza Khan

    Girish Thapar

    ©2022 Hoop Entertainment PVT LTD (P)2022 Hoop Entertainment PVT LTD
    Más Menos
Episodios
  • Episode 1: Ghar Ka Chirag
    Jan 4 2023
    Tihaar jail mein Laal chacha naye qaidi Sachin ko bahadur Ravi ki kahani sunatey hain taaki woh bhi uske jaisa ban sake. Kahani ke shuruaat mein hi Ravi ke pita ko Ramadhar naam ke contractor mafia ne goli maari hoti hai jisse unki haalat naazuk hai.
    Más Menos
    21 mins
  • Episode 2: Pitaah
    Jan 4 2023
    Ravi aur Shaanti Ashok ko ICU se baahar aata dekh khush ho jaate hain par turant unki maut ho jaati hai. Marne se pehle woh Ravi ko badla lene ko kehtey hain. Ravi dost Lakhan se milne jata hai lekin Ravi ki zameen par Balwan Yadav kabza kar leta hai. Ravi police ke paas jata hai, par koi madad nahi milti.
    Más Menos
    19 mins
  • Episode 3: Maut Ka khauf
    Jan 4 2023
    Ravi Balwaan Yadav se badla lene ki yojna banate hain. Yadav ke mana karne ke baad bhi woh Yadav ke kabje wali zameen ki jutayi karta hai. Ghar lautte waqt Yadav ke aadmi Ravi ko buri tarah pitatey hain. Ravi ki maa uska haal dekh kar saham jati hai. Ravi ki maa Ravi ko Yadav se judi sari baat batati hai aur Ravi phir se Yadav se badla lene ki yojna banata hai.
    Más Menos
    19 mins

Resumen del editor

Hoop Entertainment prastut karte hain UNDERCOVER: CODE: CHEETAH, ek Audible Original peshkash

SHOW SUMMARY

UNDERCOVER: CODE: CHEETAH kahani hai ek daringbaaz ladke Ravi ki jiskey pitah, chacha aur fufaji ki nirmam hatya kar di jaati hai. Phir uske pariwar ko kamjor samajh baithey kuch dushman uske zameen par awaidhya roop se kabza bhi kar letey hai. Aise hi museebat mein Ravi apni chalaak yojna se upajey naye aur puraney dushamno se badla leta hai. Aur Badla aisa leta hai ki sabko pata to hota hai ki kisne kiya hai par koi saboot nhi hai. Aakhir mein duniyan ko pata chaley iske liye apne pitah, chacha aur fufaji ke hatyare ko maar surrender kar deta hai.

Saza hone se pehle hi usse do behrupiye jail se uda le jaatey hain. Ravi ki daring ki baat usse ek shadow organization ka hissa banati hai jahan use samajh nhi aa raha ki khud ko Jackal, Tiger kehne wale do ajnabi kaun hain par wo kaam accha kar rahe hain. Wo samaj ke dushamno ko uchhit saza de rahe hain jo desh ki Sarkar bhi nhi kar saki hai. Par ek din wo khud ko kai unsuljhey jaal mein uljha hua paata hai jahan se nikalna muskhkil hai par Ravi uga hi tha paschim se purab mein doobne ke liye.

DISCLAIMER

Ye ek kaalpnik kriti hai. Aur iske vaastvik vyaktiyon, vyavasayon, sthano, ya ghatnaon ke sath koi bhi samaanta akasmik hai. Is show me pradarshit tathyon ko kisi bhi dharmik granth, dharm, lokkatha, kahani, ya katha ka satwik ya sachcha niroopan Nahi samjha jana chahiye. Show me pradarshit dharmik granth, dharm ya kahani ke liye vyakt kiye gaye vichar aur prastutikaran lekhak ke hain, aur Audible ke nahi. Ye show kisi vyakti sanstha, jati, samuday, nasl ya dharm ko apmanit ya badnaam karna ya kisi sanstha ya vyakti jeevit ya mrit ko neecha dikhane ke irade se nahi hai. Aur ya kisi bhi vyakti sanstha, varg ya samuday ke kisi dharmik dhaarnao, maanytaon ya bhawnaon ko apmanit ya apmaan karne ka irada nahi rakhta hai. Shrota ko vivek se Faisla lene ki Salah di jati hai.

Production House

Hoop Entertainment

Writer & Director

Rajnish Rao & Vivek Rao

Producer

Nikhil Mirchandani & Preeti Mirchandani

Creative Consultant

Roma Dutia

Post Producer & Executive Producer

Aishwarya Shukla

Post Production Head

Rajnish Rao

Music, Bgm, Sound Design

Ricky Tehra

Final Mixing

Hemant Khedekar

Dubbing Studio

CentaurRao Post Studio

Cast

Prateek Kumar Mishra

Sumit Goswami

Nishant Tanwar

Ipsit Nayak

Pranjal Pateriya

Sadhvi Chopra

Kabeer Singh

Annapurna Vitthal

Kishor Soni

Farhad Khairyi

Irfan Raza Khan

Girish Thapar

©2022 Hoop Entertainment PVT LTD (P)2022 Hoop Entertainment PVT LTD

Más títulos del mismo

Lo que los oyentes dicen sobre UNDERCOVER

Valoración media de los usuarios. Solo los usuarios que hayan escuchado el título pueden escribir reseñas.

Reseñas - Selecciona las pestañas a continuación para cambiar el origen de las reseñas.