Ikkisvi Sadi ka Lokvyavahar

30 títulos en la serie
0 out of 5 stars sin valoraciones

Resumen

Sabhi log aise logon ko dekhkar dang reh jaate hai jinmein kisi bhi aparichit jagah mein jaakar anjaan logon ke saath sakaratmak baatcheet karne ki swabhavik yogyata hoti hai. Aksar yah maana jaata hai ki yah pratibha janmjaat hoti hai, jiski wajah se ye logon ke paas ek karishmayi vyaktitva hoti hai. Kuch log unke gunon ke baare mein hairani se sochte hai lekin zyadatar log yah maan lete hai ki yah gun janmjaat hai. Par sachchayi yah hai ki prabhavshali logon ka yah karishma unke paida hone se unke paas nahi raha hai. Yah yogyata unke dwara seekhi hui hoti hai aur kisi bhi anya seekhi hui yogyata ki tarah hi ise seekha ja sakta hai agar aapke paas sahi jankari aur seekhne ka sankalp ho. Har vyakti se prabhavshali ban-ne ke liye aapko jin yogyataon ki zaroorat hai, yah pustak aapko pradaan kar sakti hai. In yogyataon ko seekhne ke baad jab aap inhe apne jeevan mein utar lenge, tab aapki lokpriyta nishchit roop se badh jaayegi. Yah pustak un anivarya yogyataon ke baare mein hai, jinke dwara aap lokvyavhar mein asadharan safalta haasil kar sakte hai. Yah pustak aise tayar kiya gaya hai ki aap jis panne se bhi ise kholenge, ek nayi yogyata ko seekh sakte hai. Har adhyay mein kisi ek yogyata ke baare mein batayi gayi hai, aur uska ek udaharan bhi diya gaya hai taaki use aasani se samjha ja sake.

Más Menos
Lista de productos
  • Libro 1

    Diseño de la portada del título Aadhi Dor Ki Saraay


  • Libro 2

    Diseño de la portada del título Maanav Swabhaav Ke Teen Aadhaarbhoot Satya


  • Libro 3

    Diseño de la portada del título Sachchi Prashansaa Kaise Karein


  • Libro 4

    Diseño de la portada del título Prabaavi Dhang Se Kaise Sunein


  • Libro 5

    Diseño de la portada del título Dhanyavaad Kaise Dein


  • Libro 6

    Diseño de la portada del título Logon Ke Naam Kaise Yaad Rakhein


  • Libro 7

    Diseño de la portada del título Logon Ke Saath Baatein Kaise Karein


  • Libro 8

    Diseño de la portada del título Behtareen Sawaal Kaise Poochein


  • Libro 9

    Diseño de la portada del título Baatchit Kaise Shuru Karein


  • Libro 10

    Diseño de la portada del título Baatchit Kaise Jaari Rakhein


  • Libro 11

    Diseño de la portada del título Apni Baaton Mein Dusoon Ki Diljastbi Kaise Jagaayein
    • Apni Baaton Mein Dusoon Ki Diljastbi Kaise Jagaayein

    • Ikkisvi Sadi Ka Lokvyavhar, Chapter 11
    • De: Allan Pease, Barbara Pease


  • Libro 12

    Diseño de la portada del título Logon Ko Apne Baare Mein Tatkaal Sakaraatmak Kaise Banaayein
    • Logon Ko Apne Baare Mein Tatkaal Sakaraatmak Kaise Banaayein

    • Ikkisvi Sadi Ka Lokvyavhar, Chapter 12
    • De: Allan Pease, Barbara Pease


  • Libro 13

    Diseño de la portada del título Logon Ke Saath Paraanubhuti Kaise Rahkein


  • Libro 14

    Diseño de la portada del título Sabke Saath Sehmat Kaise Hon


  • Libro 15

    Diseño de la portada del título Apne Aas Paas Sakaraatmak Aabhamandal Kaise Banayein
    • Apne Aas Paas Sakaraatmak Aabhamandal Kaise Banayein

    • Ikkisvi Sadi Ka Lokvyavhar, Chapter 15
    • De: Allan Pease, Barbara Pease


  • Libro 16

    Diseño de la portada del título Logon Ke Liye Haan Kehna Aasaan Kaise Banayein


  • Libro 17

    Diseño de la portada del título Kaise Bolein Taaki Purush Sunein


  • Libro 18

    Diseño de la portada del título Kaise Bolein Taaki Mahilayein Sunein


  • Libro 19

    Diseño de la portada del título Satrah Shaktiheen Vakyaansh, Jinhe Aapko Apni Shabdaavali Se Nikaal Dena Chaiye
    • Satrah Shaktiheen Vakyaansh, Jinhe Aapko Apni Shabdaavali Se Nikaal Dena Chaiye

    • Ikkisvi Sadi Ka Lokvyavhar, Chapter 19
    • De: Allan Pease, Barbara Pease


  • Libro 20

    Diseño de la portada del título Barah Sabse Sashakt Shabd