Veshya: Ek Kirdaar

20 títulos en la serie
0 out of 5 stars sin calificaciones

Resumen

Yah sankalan kayi qisson ko samet kar, samaaj ke alag alag pehluon par prakash daalta hai. Kahaniyaan judi huyi hain aur naye nazariye se jeevan ko darshaati hain. Kirdar wahi hain, lekin badalte rehte hain. Kanpur, Lucknow aur Dilli-Noida ke beech kahaniyaan aage badhti hain. Wahi kirdar phir se kahin milte hain, kabhi kho jaate hain, apne jeevan ke ek naye mod par phir ubharte hain aur ek nayi kahani sunaate hain. Kya aap unhe pehchaan payenge, ya zindagi ne unhe badal diya hai?

Chhote sheher ke yuva aur yuvatiyon ke sapne, unki prem kahaniyaan, mata-pita ke saath badalte rishte, padhaai, daftar aur prem ke beech zindagi ke kuchh lamhe, zinda ho jaate hain inn kahaniyon mein. Saamne aati hain kuchh sachhi, samvedansheel jhalkiyaan. 

Lekhak inn sabhi kahaniyon ko ek alag nazariye se dekhte hain, kya ismein hum veshya ka kirdar dhoond sakte hain? Rishte bhi toh veshya ka roop le sakte hain, kabhi paise ka moh toh kabhi dil tootne ka dard, kabhi safalta ki daud toh kabhi kareebi dost ka dhokha—sabhi apna kirdar nibha rahe hain aur zindagi se koi samjhauta toh kar hi lete hain. Inn kahaniyon mein aapko kayi aawazein milengi— kuchh roti, kuchh cheekhti, kuchh samjhaati, sambhalti, bikharti. Daftar ke beech pista aadmi, behtar naukri ke peechhe bhaagta vidyarthi, paison ki bhagdaud mein peechhe choot-te rishte, naye sheher ki raunak mein toot-te sapne—yah sab veshya ke anek kirdaar hain. Inmein se shayad koi kirdar aapko apni zindagi mein bhi mile?

Más Menos
Lista de productos
  • Libro 1

    Diseño de la portada del título Vah kisi aur ki ho gayi aur main Dilli ki ‘GB Road’ ho gaya
    • Vah kisi aur ki ho gayi aur main Dilli ki ‘GB Road’ ho gaya

    • Veshya: Ek Kirdaar: Chapter 1
    • De: Himanshu Tiwari Aatmiya
    No disponible en Audible.es

  • Libro 2

    Diseño de la portada del título Berozgari mein vo mehenga-wala ‘ishq’
    No disponible en Audible.es

  • Libro 3

    Diseño de la portada del título Shauk tha ishq ya junoon mera, koi tanha kar de toh mera qusoor kya hai
    • Shauk tha ishq ya junoon mera, koi tanha kar de toh mera qusoor kya hai

    • Veshya: Ek Kirdaar: Chapter 3
    • De: Himanshu Tiwari Aatmiya
    No disponible en Audible.es

  • Libro 4

    Diseño de la portada del título Ishq najaayaz nahin hota kya?
    No disponible en Audible.es

  • Libro 5

    Diseño de la portada del título Daulat gar veshya banaane lage tab?
    No disponible en Audible.es

  • Libro 6

    Diseño de la portada del título Charbagh ke pul par khadeen wo ‘gandi’ auratein!
    No disponible en Audible.es

  • Libro 7

    Diseño de la portada del título Kirdar badalte hain
    No disponible en Audible.es

  • Libro 8

    Diseño de la portada del título Shayad sheher ishq pehchaan-ne laga hai
    No disponible en Audible.es

  • Libro 9

    Diseño de la portada del título Acchha ‘alvida’
    No disponible en Audible.es

  • Libro 10

    Diseño de la portada del título Naukri-wala naukar ya veshya
    No disponible en Audible.es

  • Libro 11

    Diseño de la portada del título Bas teen saal ka ishq
    No disponible en Audible.es

  • Libro 12

    Diseño de la portada del título Kyunki sabse bada rupaiya
    No disponible en Audible.es

  • Libro 13

    Diseño de la portada del título Saara khel soch ka hai
    No disponible en Audible.es

  • Libro 14

    Diseño de la portada del título Kyunki vah jeetna chaahta tha?
    No disponible en Audible.es

  • Libro 15

    Diseño de la portada del título Ab jaan lijiye ki kaise taiyyar hoti hai ek veshya?
    No disponible en Audible.es

  • Libro 16

    Diseño de la portada del título Jhoothi hichkiyaan
    No disponible en Audible.es

  • Libro 17

    Diseño de la portada del título Uske upar koi karz nahin balki farz hai mera
    No disponible en Audible.es

  • Libro 18

    Diseño de la portada del título Vah pyari ma aur masoom veshya (kavita)
    No disponible en Audible.es

  • Libro 19

    Diseño de la portada del título Har roz marti hai par sirf rishton ki khaatir (kavita)
    • Har roz marti hai par sirf rishton ki khaatir (kavita)

    • Veshya: Ek Kirdaar: Chapter 19
    • De: Himanshu Tiwari Aatmiya
    No disponible en Audible.es

  • Libro 20

    Diseño de la portada del título Naam ne uska kafan badal diya (kavita)
    No disponible en Audible.es